Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Baadlon Ki Gehrayi Me Soche Kya Hujur
|
Lucky Ali | |||||
Sifar (1998) | Romantic Songs | ||||||
badalo ki gahrayi me soche kya huzur
unche unche chahre hai zamin se kitne dur
aahe bharti hai yeh thandi hawa
aise rangin raho me ab hamko kya hua
chand se taro ka hai aapas ka fasla
beach me yeh gahna hai yeh gahna duniya
is duniya ko kahte majbur
mita diya khud hasti ko yeh hai kiska kusur
tamanna hai yahi aise yon kabhi
hum basaye koi naya jahan
aashna ho yeh dil pyar ke kabil
saaz aesi bhi ho sune jahan
musafir ko mile rasta
zamane ko mile wasta
kaise kaise parwano ki bate mashahur
jaise ye nazrane hai vaise hai ye sarur
hai yakin dil me subah aayegi zarur
mitega yeh andhera hoga har ek shay me nur
pyar karte idhar pyar bante idhar
dastan-e-sifar suno yaha
yeh bhi honge khafa kya pata kya gila
har kadam pe mile koi naya
musafir ko mile rasta
zamane ko mile vasta