Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Baad Muddat Unhein
|
Jagjit Singh, Chitra Singh | |||||
Main Aur Meri Tanhai (1981) | Bashir Badr | Ghazals | |||||
baad muddat unhe dekhkar yu laga
jaise betaab dil ko karaar aa gaya
baad muddat unhe dekhkar yu laga
jaise betaab dil ko karaar aa gaya
aarzoo ki gul muskurane lage
jaise gulshan me jaane bahaar aa gaya
tishna najre mili shokh najro se jab
main barasne lagi jaam bharne lage
tishna najre mili shokh najro se jab
main barasne lagi jaam bharne lage
saakiya aaj teri jarurat nahi
bin piye bin pilaye khumaar aa gaya
baad muddat unhe dekhkar yu laga
jaise betaab dil ko karaar aa gaya
raat sone lagi subah hone lagi
shama bhujne lagi dil machalne lage
raat sone lagi subah hone lagi
shama bhujne lagi dil machalne lage
waqt ki roshni me nahayi hui jindagi pe
ajab sa nikhar aa gaya
baad muddat unhe dekhkar yu laga
jaise betaab dil ko karaar aa gaya
har taraf mastiya har taraf dilkashi
muskurate dilo me khushi hi khushi
har taraf mastiya har taraf dilkashi
muskurate dilo me khushi hi khushi
kitna chaha magar phir bhi uth na saka
teri mehfil me jo ek baar aa gaya
baad muddat unhe dekhkar yu laga
jaise betaab dil ko karaar aa gaya
jaise betaab dil ko karaar aa gaya
jaise betaab dil ko karaar aa gaya