Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aye Roothi Hui Taqdeer Bata
|
Geeta Dutt | Chitragupt | ||||
Toote Khilone (1954) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
kise malum tha ek din ye sapne tut jayenge
ham bite dino ki yad mein aansu bahayenge
ae ruthi huyi takdeer bata
ae ruthi huyi takdeer bata
tu hamko kaha le jayegi
ae ruthi huyi takdeer bata
tere sath chalenge rote huye
tere sath chalenge rote huye
tu hamko jaha le jayegi
ae ruthi huyi takdeer bata
kashti ko nahi sahil ki khabar
kashti ko nahi sahil ki khabar
rahi ko nahi manjil ki khabar
roti hai wafa jis duniya mein
roti hai wafa jis duniya mein
sagar ko waha le jayegi
ae ruthi huyi takdeer bata
in roti huyi aankho ki kasam
in roti huyi aankho ki kasam
is dil ko mila hai pahla ye gam
kya degi hame gam ki duniya
kya degi hame gam ki duniya
khushiyo ka jaha le jayegi
ae ruthi huyi takdeer bata
tu hamko kaha le jayegi
ae ruthi huyi takdeer bata