Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aye Kafile Wale
|
Qadir Fareedi, Zeenat Begum | Qadir Fareedi | ||||
Rehana (1946) | Tufail Hoshiyarpuri | ||||||
ae kafile wale ae kafile wale
ae kahile wale apna kam kiye ja
tujhko tere saira ke najaro ki kasam
tujhko teri sulfan baharo ki kasam
ek bhul ko majbur ka ye kam kiye ja
kahile wale mera paigam liye ja
kahna ki wo ek ret ke tile pe khadi hai
aankho me chamkte huye ashko ki ladi hai
kahi hai dil jor se jakhmo ko siye ja
ho o kafile wale mera paigam liye ja
kana ki tere is din ek taj kawali
karenga ruswat teri mahobbat ka sawali
mila hai mahobbat ki ise bhikh diye ja
ae kafile wale mera paigam liye ja
ab meri jawani meri gurbat ka fasana
ab meri jawani meri gurbat ka fasana
jine nahi deta mujhe bedard jamana
kahti hai mahobbat ki ji tod jiye ja
ae kafile wale ae kafile wale
ae kafile wale mera paigam liye ja