Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aye Dosto Gori Kanwari
|
Udit Narayan | Anand Milind | ||||
Deedar (1992) | Sameer | ||||||
ai doston gori kanvari si hasina ke
bhige gulabi narm honthon ka
jheel si neeli neeli aankhon ka
ai doston gori kanvari si hasina ke
bhige gulabi narm honthon ka
jheel si neeli neeli aankhon ka
deedar ho gaya mujhko pyar ho gaya
deedar ho gaya mujhko pyar ho gaya
ai doston gori kanvari si hasina ke
bhige gulabi narm honthon ka
jheel si neeli neeli aankhon ka
deedar ho gaya mujhko pyar ho gaya
deedar ho gaya mujhko pyar ho gaya
samjhe na koi bhi ishara aankhein jhukaye muskaye
samjhe na koi bhi ishara aankhein jhukaye muskaye
baten karu bhi to kaise dekho mujhe to sharam aaye
dil ko churaye uski adayen usko niharein meri nigahein
jane na vo dilruba
ai doston gori kanvari si hasina ke
bhige gulabi narm honthon ka
jheel si neeli neeli aankhon ka
deedar ho gaya mujhko pyar ho gaya
deedar ho gaya mujhko pyar ho gaya
chanda ke mukhade pe dekho zulfon ka parda giraye
chanda ke mukhade pe dekho zulfon ka parda giraye
gairon ke paas hai baithi mere kareeb na aaye
deewana kar de uski jawani le angdai aaise deewani
chha jaye dil pe nasha
ai doston gori kanvari si hasina ke
bhige gulabi narm honthon ka
jheel si neeli neeli aankhon ka
deedar ho gaya mujhko pyar ho gaya
deedar ho gaya mujhko pyar ho gaya