Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aye Chaand Zara Sun Le
|
Lata Mangeshkar | Husnlal Bhagatram | ||||
Pyar Ki Manzil (1950) | Shewan Rizvi | ||||||
ae chand jara sun le
ae chand jara sun le
chhota sa fasana hai
chhota sa fasana hai
tujh par bhi jawani hai
tujh par bhi jawani hai
apna bhi zamana hai
apna bhi zamana hai
ae chand jara sun le
ik husn ka panghat tha
ik husn ka panghat tha
ik husn ki rani thi
khamosh nigahe thi
khamosh nigahe thi
gurbat me jawani thi
khamosh nigaho ka kuch haal sunana hai
ae chand jara sun le
ae chand jara sun le
chhota sa fasana hai
chhota sa fasana hai
ae chand jara sun le
anjaan ki najaro me
anjaan ki najaro me
kuch aisi huyi baate
pahchani huyi jaise
pahchani huyi jaise
hoti hain mulakate
kya dil me kisi ke tha ye dil ne hi jana hai
ae chand jara sun le
ae chand jara sun le
chhota sa fasana hai
chhota sa fasana hai
ae chand jara sun le
aankho se humari wo
aankho se humari wo
tasveer nahi jati
pahle ki tarah humko
pahle ki tarah humko
kyon nind nahi aati
wo aur zamana tha ye aur zamana hai
ae chand jara sun le
ae chand jara sun le
chhota sa fasana hai
chhota sa fasana hai
tujh par bhi jawani hai
tujh par bhi jawani hai
apna bhi zamana hai
apna bhi zamana hai
ae chand jara sun le