Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aye Baandi Tum Begum Bano Khawab Dekha Hai
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Arun Kumar Mukherjee | ||||
Parineeta (1953) | Bharat Vyas | ||||||
aye bandi tum begum bano khwab dekha hai
ji aisa khwab dekha hai ke hum badshah bane hai
aye bandi tum begum bano khwab dekha hai
ji aisa khwab dekha hai ke hum badshah bane hai
badshah bane ho ji tumhe jara na aayi laz
badshah bane ho ji tumhe jara na aayi laz
bap ne mari mendki or beta teer andaz
acha to ab pas aao pahle apni nak katao
nakte bano tum ha ha nakte bano tum
kya kahegi dunia meri nak hui gum
meri nak hui gum aao ji aao ji hamse karo mel
aao ji aao ji hamse karo mel
chachundar ke sar pe chameli ka tel
chachundar ke sar pe chameli ka tel
chachaudar bana diya mujhe o begam ye kya kiya
utha tha sher ye babbar tune use sula diya
haye begam ye kya kiya are utha diya
nahi tum nak kataoge nahi tum nakte banoge
hame begam banaoge or khud badshah banoge
ha meri ja ha meri ja badsah banunga
tujhe badshah banau unche takhat pe bithau
dil me tu rakhna sabar
o badshah dil me tu rakhna sabar
tujhe badshah banau unche takhat pe bithau
o badshah dil me tu rakhna sabar
us takat ke tale aji sham ke dhale
mai bana dungi teri kadar
o badshah dil me tu rakhna sabar
o badshah dil me tu rakhna sabar