Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Awal Shab Wo Bazm Kee Raunaq
|
Abida Parveen | Muzaffar Ali | ||||
Paigham E Mohabbat (2000) | Arzoo Lucknawi | Ghazals | |||||
awal ae shab wo bazam ki raunak
awal ae shab wo bazam ki raunak
shamaa bhi thi parwana bhi
awal ae shab wo bazam ki raunak
shamaa bhi thi parwana bhi
raat hi aakhir hote hote
raat hi aakhir hote hote
khtam tha ye afsana bhi
awal ae shab wo bazam ki raunak
shamaa bhi thi parwana bhi
laag mein husno ishq ki aksar
chhed udhar se hoti hai
laag mein husno ishq ki aksar
chhed udhar se hoti hai
shamaa ka shola jab lahraya
shamaa ka shola jab lahraya
ud ke chala parvana bhi
awal ae shab wo bazam ki raunak
shamaa bhi thi parwana bhi
jhum ke kisne sagar patka
mausam ki bekafipan
jhum ke kisne sagar patka
mausam ki bekafipan
tut ke itna barsa baadal
tut ke itna barsa baadal
doob chala maikhana bhi
tut ke itna barsa baadal
doob chala maikhana bhi
awal ae shab wo bazam ki raunak
shamaa bhi thi parwana bhi
daur ae mashrat aarzoo apna
aisa jaljala aag hi tha
daur ae mashrat aarzoo apna
aisa jaljala aag hi tha
hath se munh tak aate aate
hath se munh tak aate aate
chhut chala paimana bhi
hath se munh tak aate aate
chhut chala paimana bhi
awal ae shab wo bazam ki raunak
shamaa bhi thi parwana bhi
awal ae shab wo bazam ki raunak
shamaa bhi thi parwana bhi
raat hi aakhir hote hote
raat hi aakhir hote hote
khtam tha ye afsana bhi
awal ae shab wo bazam ki raunak
awal ae shab wo bazam ki raunak
shamaa bhi thi parwana bhi
awal ae shab wo bazam ki raunak
shamaa bhi thi parwana bhi