Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aur Kitne Gam Uthaye Aadmi
|
Mukesh Chand Mathur | Basant Prakash | ||||
Jyot Jale (1969) | Govind Moonis | ||||||
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
raah bhule jab musafir samne tufan aaye
har kadam ke sath manzil aur usse dur jaye
dur jaye
tut kar kyun gir na jaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham
ek sapne ke liye is zindagi ko vaar baithe
daav par sab kuch lagaya aur bazi haar baithe
haar baithe
dard ye kisko sunaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi
aur kitne gham uthaye aadmi
kyun jeeye jab jee na paye aadmi