Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aur Bhale Kuchh Bhi Ho Jaye
|
Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal | ||||
Sherdil (1990) | Anand Bakshi | ||||||
mata mata o mata o karva mata
patni pati ka tute na nata
patni ke sar pe saya pati ka
dharti pe jaise ambar ka chhata
aur bhale kuch bhi ho jaye mujhko sab manjur
aur bhale kuch bhi ho jaye mujhko sab manjur
meri mang me saja rahe chutki bar sindur
aur bhale kuch bhi ho jaye mujhko sab manjur
jeete ji na ram kare tum se alag ho jau
jeete ji na ram kare tum se alag ho jau
sath rahungi pass rahungi chahe kahi mai kho jau
ek pal me sau baar lungi tera naam jarur
aur bhale kuch bhi ho jaye mujhko sab manjur
ye jeevan ek vaada hai vaada pura karna hai
ye jeevan ek vaada hai vaada pura karna hai
in kadmo me jeena hai in kadmo me marna hai
pal bhar to meri najaro se tum mat jana dur
aur bhale kuch bhi ho jaye mujhko sab manjur
meri mang me saja rahe chutki bar sindur
aur bhale kuch bhi ho jaye mujhko sab manjur