Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Arman Lute Dil Tut Gaya
|
Suraiya | Chitalkar Ramchandra | ||||
Duniya (1949) | Saraswati Kumar Deepak, Arzoo Lakhnavi,, S H Bihari,, Asad Bhopali, | ||||||
arman lute dil tut gaya
arman lute dil tut gaya
dukh dard ke sathi chhut gaye
arman lute dil tut gaya
hai maut sahara de aakar
ab sare sahare chhut gaye
arman lute dil tut gaya
afsos ke mere dil ki kali
afsos ke mere dil ki kali
khilne hi se pahle sukh gayi
kuch tej hawa ke jhoke se
jo sari bahare lut gaye
arman lute dil tut gaya
jab dil ne kisi ko pyar kiya
duniya ne kuch aisa war kiya
jab dil ne kisi ko pyar kiya
duniya ne kuch aisa war kiya
mujh jaise bahut se aayine
kuch tod diye kuch tut gaye
arman lute dil tut gaya
jeene ki jara bhi aas nahi
jeene ki jara bhi aas nahi
ab kuch bhi hamare paas nahi
jo dil se laga kar rakhe the
wo chhale bhi ab phut gaye
arman lute dil tut gaya
arman lute dil tut gaya
dukh dard ke sathi chut gaye
arman lute dil tut gaya