Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Are Surat Se Kaya Pahchanoge
|
Kishore Kumar | Shankar Jaikishan | ||||
Parde Ke Peechhey (1971) | Rajinder Krishan | Ched Chad Songs | |||||
are surat se kya pahchanoge hum hai kitne pani me
surat se kya pahchanoge hum hai kitne pani me
hum dil ka tohfa laye hain mat kho dena nadani me
surat se kya pahchanoge hum hai kitne pani me
ye din hai aankh milane ke haay haay haay
ye din hai aankh milane ke mat pyar karo tanhai se
dil hai to mohabbat hi hogi fir kya darna ruswai se
ho ruswai se ho ruswai se ho ruswai se
are kab pyaar karoge jab na kiya aisi bharpur jawani me
kab pyaar karoge jab na kiya aisi bharpur jawani me
surat se kya pahchanoge hum hai kitne pani me
balo ki safedi dar mat ja da da da da
balo ki safedi dar mat ja hum pura sath nibhaenge
palko pe bithake rakhenge aur sau sau naaz uthaenge
uthaenge uthaenge uthaenge are kya din kya raat rahenge hum
hazir teri darbani me kya din kya raat rahenge hum
hazir teri darbani me
surat se kya pahchanoge hum hai kitne pani me
jab mausam ho gustakhi ka
ho jab mausam ho gustahki ka koi to shararat sujhegi
jitna hi dabaoge dil ko utni hi mohbbat sujhegi
hm hm hm sujhegi hm hm hm sujhegi hm hm
ab aa bhi jao bahoon me kab se khade ho hairani me
ab aa bhi jao bahoon me kab se khade ho hairani me
surat se kya pahchanoge hum hai kitne pani me
hum dil ka tohfa laye hain mat kho dena nadani me