Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Are Jaaneman Aap Humse Mohabbat Na Kijiye
|
Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Kalyanji Anandji | ||||
Anokha (1975) | Sawan Kumar | Dance Songs | |||||
are janeman aap humse mohabbat na kijiye
janeman aap humse mohabbat na kijiye
dekhiye do din me aap ka chehara utar gaya
dekhiye do din me aap ka chehara utar gaya
janabeman ha janabeman ja ke ghar aaina to dekhiye
janabeman ja ke ghar aaina to dekhiye
chehara hamara ya ke aap ka utar gaya
chehara hamara ya ke aap ka utar gaya
janeman janbeman o janeman janbeman
maine jisko pyar se dekha dekha kabhi
are maine jisko pyar se dekha dekha kabhi
arman banke arman banke us ke dil me utar gaya
humse nazar milane ki humse nazar milane ki
aap himmat na kijiye aap himmat na kijiye
acha jo tir ager chal gaya dekhoge mar gaya
jo tir ager chal gaya dekhoge mar gaya
janeman o janeman aap humse mohabbat na kijiye
janabeman ja ke ghar aaina to dekhiye janeman janbeman
dekh aashik hai mar bhi jayege
dekh aashik hai mar bhi jayege
leke naya janam laut aayege
milange tumhe fir sanam hum
milange tumhe fir sanam hum
ishq tumhi se hum fermayege
ishq tumhi se hum fermayege
akadte kya ho apni jaat dekho
akadte kya ho apni jaat dekho
chote muh or badi baat dekho
ishq humse karoge kya socha hai
ishq humse karoge kya socha hai
jara dekho apni aukat jara dekho ha apni aukat kya hai
roti rahogi ha raato ko arey roti rahogi ha raato ko
takiyo se lipat lipat ke takiyo se lipat lipat ke
ishq nahi hai aisa nasha jo chhad ke utar gaya
janabeman ha janabeman ja ke ghar aaina to dekhiye
janabeman ja ke ghar aaina to dekhiye
chehara hamara ya ke tumhara ka utar gaya
janeman aap humse mohabbat na kijiye
dekhiye do din me aap ka chehara utar gaya
janeman janbeman o janeman janbeman