Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Are Chaaku Chale Tere Liye Bazaro Me
|
Kavita Krishnamurthy, Kishore Kumar | R D Burman | Rajeev Kapoor | |||
Zalzala (1988) | Indeevar | Masti Bhare Geet | |||||
are chaku chale tere liye bazaro me
jung chhide tere liye do yaro me
tufa teri jawani husn hai vo bala
are dilwalo ki duniya me aya hai zalzala zalzala
oye chaku chale mere liye bazaro me
jung chhide mere liye do yaro me
jab husn ishq ka ye chal nikla silsila
are dilwalo ki duniya me aya hai zalzala zalzala
duniya ke teero se chalti sanshiro se tujhko bachake main laya
mera jigar dekh dil dekh mera tu kab se ye dil tujhpe aya
duniya se mujhko bacha laya lekin mujhe kaun tujhse bachayega
tune jo kar di koi meharbani jawani pe dag lag jayega
kaise ghar jaungi main to mar jaungi
are ghar walo ki duniya me ayega zalzala zalzala
hontho ko balo ko ankho ko galo ko dur se dekha karunga
pyar ka permit milega na jab tak tab tak na tujhko chhuvunga
main bhi hasi aur tu bhi jawa jane baj jaye kab teri ghanti
mujhko chhuvaga na na chhedega tu iski bhi kya hai gaurantee
pehle main nam jodunga fir itna pyar karunga
duniya ki abadi me ayaga zalzala zalzala
oye chaku chale mere liye bazaro me
jung chhide mere liye do yaro me
tufa teri jawani husn hai vo bala
are dilwalo ki duniya me aya hai zalzala zalzala