Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Are Aise Bhi Na Husn Ka Garoor Kijiye
|
Anuradha Paudwal, Shailendra Singh | Kalyanji Anandji | ||||
Guru Ho Ja Shuru (1979) | Rajinder Krishan | ||||||
are aise bhi na
are aise bhi na husn ka garur kijiye
are aise bhi na husn ka garur kijiye
yu na meri jan meri jan lijiye
salam ka salam se pyar ka pyar se jawab dijiye
are aise bhi na husn ka garur kijiye
yu na meri jan meri jan lijiye
salam ka salam se pyar ka pyar se jawab dijiye dijiye na
kab tak chupaoge ye galo ke gulab
kab tak chupaoge ye galo ke gulab
ek din to chhalkegi jawani ki sabab
are mano to dil me dabana
khud bhi tadpna or tadpana farz hai apna
farz hai apna to samjhana gaur kijiye
are aise bhi na
are aise bhi na husn ka garur kijiye
yu na meri jan meri jan lijiye
salam ka salam se pyar ka pyar se jawab dijiye
kitne bhi jaoge dur utne hi pas aaoge jarur
dunia ka dar mitaye magar
badle na pyar ka garur
dil se dil ki gana yahi hai
bat pate ki hamne kahi hai fir bhi jisme
are fir bhi jismne agar kami ho gor kijiye
are aise bhi na
are aise bhi na husn ka garur kijiye
yu na meri jan meri jan lijiye
salam ka salam se pyar ka pyar se jawab dijiye dijiye na