Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Apni Marzi Se Kaha Apne Safar Ke Hum Hai
|
Jagjit Singh | |||||
Life Story (Jagjit Singh) (0) | Ghazals | ||||||
apni marzi se kaha apni safar ke hum hai

rukh hawao ka jidhar ka hai udhar ke hum hai

pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai

apne hi ghar mein kisi dusre ghar ke hum hai
apne hi ghar mein kisi dusre ghar ke hum hai
rukh hawao ka jidhar ka hai udhar ke hum hai
apni marzi se kaha apni safar ke hum hai
waqt ke saath mitti ka safar sadiyo se
waqt ke saath mitti ka safar sadiyo se
waqt ke saath mitti ka safar sadiyo se
kisko maalum kaha ke hai kidhar ke hum hai
kisko maalum kaha ke hai kidhar ke hum hai
rukh hawao ka jidhar ka hai udhar ke hum hai
apni marzi se kaha apni safar ke hum hai
chalte rehte hai ke chalna hai musafir ka nasib

sochte rehte hai kis raah guzar ke hum hai