Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Apni Kismat Ki Shikayat Ya Shikwa Kare
|
Asha Bhosle | B N Bali | ||||
Insaan (1952) | Saba Afghani | ||||||
apni kismat ki shikayat
ya tera shikwa kare
a bhulne wale bata tu hi ke
ab hum kya kare
jab ye nigahe tujhko na paye
aankho me aansu kaise na aaye
jab ye nigahe
itna bata de o yaad aane wale
o yaad aane wale
bite huye din kaise bhulaye
aankho me aansu kaise na aaye
jab ye nigahe
kya hai yahi insaaf-e-mohabbat
insaaf-e-mohabbat
duniya hanse hum aansu bahaye
aankho me aansu kaise na aaye
jab ye nigahe