Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Apni Bahoon Se Koi Kaam To Lo
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Shammi Kapoor, Sadhana | |||
Budtameez (1966) | Hasrat Jaipuri | Masti Bhare Geet | |||||
apni bahon se koi kam to lo
apni bahon se koi kam to lo
gir na jaun main huzur tham to lo
gir na jaun main huzur tham to lo
apni bahon se koi kam to lo
apni bahon se koi kam to lo
gir na jaun main huzur tham to lo
gir na jaun man huzur tham to lo
tumko tashkin mil hi jayegi
mujhko aaram aa hi jayega
tumko tashkin mil hi jayegi
mujhko aaram aa hi jayega
mujhko aaram aa hi jayega
dil me dheere se mera nam to lo
dil me dheere se mera naam to lo
apni bahon se koi kam to lo
gir na jaun main huzur tham to lo
gir na jaun main huzur tham to lo
kisne ulfat ko keh diya hai bura
pyar ke bin na jindagi ka maja
kisne ulfat ko keh diya hai bura
pyar ke bin na jindagi ka maja
pyar ke bin na jindagi ka maja
aise dusman se intkam to lo
aise dusman se intkam to lo
apni bahon se koi kam to lo
gir na jaun main huzur tham to lo
gir na jaun main huzur tham to lo
baat karte nahi ho jane do
dil milate nahi ho jane do
baat karte nahi ho jane do
dil milate nahi ho jane do
dil milate nahi ho jane do
khair jane do par salam to lo
khair jane do par salam to lo
apni bahon se koi kam to lo
apni bahon se koi kam to lo
gir na jaun main huzur tham to lo
gir na jaun main huzur tham to lo