Lyrics of Apna Desh Hai Apna Desh - हम सब मिलकर इसे
ham sab milkar ise
apni ijjat aur aabru ki tarah sambhalenge
aur waqt aane par
apni jaan dekar bhi iski raksha kare
apna desh hain, apna desh hain, apna desh

apna desh hain aaj se, dab rahe the laaj se

dusro ke raaz se, unke takhto taaj se
unke takhto taaj se
kat gaya hain ab kalesh apna desh
apna desh hain, apna desh hain, apna desh
apna desh hain, apna desh hain, apna desh
apne desh ke hain ham
apne desh ke hain ham
iske aage sar hain kham
iske aage sar hain kham
iske chum le kadam, kah ke vande matram
kah ke vande matram
vande vande matram, vande vande matram
jai ho jai ho desh, desh apan desh
apna desh hain, apna desh hain, apna desh
apna desh hain, apna desh hain, apna desh
apna desh hain, apna desh hain, apna desh
ae sipahi ae samaj
ae sipahi ae samaj, ae javano jaan nishar
ae javano jaa nishar
ae kisano kamgaar
ae kisano kamgaar, savdhan hoshiyar
tera desh hain ab to desh
tera desh hain ab to desh apna desh
apna desh hain, apna desh hain, apna desh
apna desh hain, apna desh hain, apna desh
apna desh hain, apna desh hain, apna desh
ab kisi ka dar na kar
ab kisi ka dar na kar, dar na kar
utha tu sar, utha tu sar
ye sher nar, ye sher nar tu hain naresh
ye sher nar tu hain naresh apna desh