Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Apanee Tasvir Ko Aankho Se Lagata Kya Hai
|
Ghulam Ali | Ghulam Ali | ||||
Enchanting Hour (Ghula (0) | |||||||
apni tasveer ko aankho se lagata kya hai

ek najar meri taraf bhi tera jata kya hai

meri ruswai me woh bhi hain barabar ke sharik

mere kisse mere yaaro ko sunata kya hai
apni tasveer ko aankho se lagata kya hai
paas rah kar bhi na pehchan saka tu mujhko

dur se dekh ke ab hath hilata kya hai
dur se dekh ke ab hath hilata kya hai
apni tasveer ko aankho se lagata kya hai
umar bhar apne gareba se ulajhne wale
umar bhar apne gareba se ulajhne wale
tu mujhe mere hi saye se darata kya hai
apni tasveer ko aankho se lagata kya hai
main tera kuch bhi nahi hu magar itna to bata

dekh kar mujhko tere jhan me aata kya hai