Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ankhon Ankhon Mein Jinse Ishare Huye
|
Asha Bhosle | Hemant Kumar | ||||
Bhagawat Mahima (1955) | S H Bihari | ||||||
aankho aankho mein jinse ishare huye
aankho aankho mein jinse ishare huye
unse baithe hai dil apna hare huye
aankho aankho mein jinse ishare huye
unse baithe hai dil apna hare huye
naam lab pe kabhi jiska aata nahi
par bhulaye se jo bhula jata nahi
hai usi ki adaao ke mare huye
unse baithe hai dil apna hare huye
aankho aankho mein jinse ishare huye
unse baithe hai dil apna hare huye
koi dil leke unka akadana to dekhe
bato bato mein hamse bigadana to dekhe
koi dil leke unka akadana to dekhe
bato bato mein hamse bigadana to dekhe
koi dil leke unka akadana to dekhe
bato bato mein hamse bigadana to dekhe
kaise karte hai seena ubhare huye
unse baithe hai dil apna hare huye
aankho aankho mein jinse ishare huye
unse baithe hai dil apna hare huye