Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ankho Se Ankho Ka Jam Liye Ja
|
Manna Dey, Kishore Kumar | Sachin Dev Burman | ||||
Bewaqoof (1960) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
tu tu jam liye ja
ankho se ankho ka tu jam liye ja
julfo ke saye me aram liye ja
ankho se ankho ka tu jam liye ja
julfo ke saye me aram liye ja
sun are sun are sun sun
har dil ko chahat ka tu jam diye ja
leta ja duaye aram liye ja
har dil ko chahat ka tu jam diye ja
leta ja duaye aram liye ja
hone de jo aye dil kisi ko gum hai
khud ko apna gum hai yahi kya kam hai
hone de jo aye dil kisi ko gum hai
khud ko apna gum hai yahi kya kam hai
jab tak tere dam me dam hai
jhum jhum ke yuhi gaye ja
wo dil hai jo sabke dukho ko bate
haske chunta jaye gamo ke kate
wo dil hai jo sabke dukho ko bate
haske chunta jaye gamo ke kate
sare juthe dil apnake
jhum jhum ke yuhi jiye ja
ankho se ankho ka tu jam liye ja
julfo ke saye me aram liye ja
har dil ko chahat ka tu jam diye ja
leta ja duaye aram liye ja