Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ankho Me Masti Hai
|
Asha Bhosle | Usha Khanna | ||||
Do Yaar (1990) | Omkar Verma, Indeevar,, Naqsh Lyallpuri, | ||||||
aankho me masti hai masti hai
mastona masti hai jhum lo
pite hai to jite hai shan se gam ka naam nahi
pite hai to jite hai shan se gam ka naam nahi
jurm kiya ho hamne
jurm kiya ho hamne aisa koi kaam nahi
pite hai to jite hai
pite hai pite hai to jite hai jite hai
shan se shan se gam ka naam nahi
jurm kiya ho hamne aisa koi kaam nahi
pite hai to jite hai shan se gam ka naam nahi
aankho me masti hai hotho pe hai afsane
aaj ka din apna hai kal ka kya ho khuda jane
dharti hamari aaj to
dharti hamari aaj to koi hisaab nahi
pite hai to jite hai
pite hai pite hai to jite hai jite hai
shan se shan se gam ka naam nahi
mana kuch logo ki najro me bure hai ham
kuch logo ki khatir hamko sehne pade sitam
fir bhi kisi ke naam ko
fir bhi kisi ke naam ko kiya badnam nahi
pite hai pite hai to jite hai to jite hai
shan se shan se gam ka naam nahi
dubi hai dubi sham nashe me
dubi hai dubi sham nashe me
dub gai hai sham nashe me jidhar najar dalo
aise me jo karna kar dalo dilwalo
aisi javaan jadubhari
aisi javaan jadubhari kahi koi sham nahi
pite hai to jite hai pite hai to jite hai
shan se shan se gam ka naam nahi
jurm kiya hai hamne aisa koi kaam nahi
pite hai to jite hai shan se gam ka naam nahi
pite hai to jite hai
pite hai pite hai to jite hai to jite hai
shan se shan se gam ka naam nahi
pite hai pite hai to jite hai to jite hai
shan se shan se gam ka naam nahi