Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ankho Me Ankhe Daal Ke Dekha Na Kijiye
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Iqbal | ||||
Sipahsalar (1956) | Farooq Qaisar | ||||||
teer hai nishtar hai talwar hai shamshir hai
aapki changi nahi hai ye meri takdir hai
aankho me aankhe dal ke dekha na kijiye
aankho me aankhe dal ke dekha na kijiye
najuk hai mera dil aji aisa na kijiye
najuk hai mera dil aji aisa na kijiye
aankho me aankhe dal ke
kyu dar rahe hai aap ye mauka hai pyar ka
kyu dar rahe hai aap ye mauka hai pyar ka
yuhi na beet jaye ye mausam bahar ka
yuhi na beet jaye ye mausam bahar ka
jo hoga dekha jayega parwah na kijiye
aankho me aankhe dal ke
jadu bhara hai aisa kuch is dil ke rag me
jadu bhara hai aisa kuch is dil ke rag me
tadpi magar mai jau mohabbat ki aag me
tadpi magar mai jau mohabbat ki aag me
itna huzur mujhko na diwana kijiye
jo hoga dekha jayega parwah na kijiye
aankho me aankhe dal ke