Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ankhiyo Me Samate Ho
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Chitragupt | ||||
Maya Bazar (1958) | Gopal Singh Nepali | Romantic Songs | |||||
aankhiyo me samate ho dil na chura lena
ye pyar ki chori hai dil me chhupa lena
aankhiyo me samate ho dil na chura lena
ye pyar ki chori hai dil me chhupa lena
na choro ko hum jane na chori ko bhi pehchane
na choro ko hum jane na chori ko bhi pehchane
milte hai jabhi anjane ban jate hai vo pehchane
ji ban jate hai vo pehchane pehchan to aaj hui
kal na bhula dena
aankhiyo me samate ho dil na chura lena
ye pyar ki chori hai dil me chhupa lena
jabse ye nazar sharmayi man lene laga angdai
jabse ye nazar sharmayi man lene laga angdai
mere naino me tum chhai
fir prit meri muskayi fir prit meri muskai
muskate hue dil ko apna bana lena
aankhiyo me samate ho dil na chura lena
ye pyar ki chori hai dil me chhupa lena
tum jab se ho mili man chanchal
tan man me machi hai halchal
tum jab se ho mili man chanchal
tan man me machi hai halchal
tum chanchal hum bhi chanchal
kahti hai hawa chal udd chal
yahi kahti hai hawa chal udd chal
chalti ho mere sath to hath mila lena
aankhiyo me samate ho dil na chura lena
ye pyar ki chori hai dil me chhupa lena