Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ankh Badal Kar Kyu Chalta
|
Manna Dey | Anil Biswas | Nazir Husain, Sheela Vaz | |||
Abhimaan (1957) | Pandit Madhur | ||||||
aankh badal kar kyu chalta hai insan se hai insan
ho kisi ka raha nahi abhiman
kisi ka raha nahi abhiman
aankh badal kar kyu chalta hai insan se hai insan
insan se hai insan
kisi ka raha nahi abhiman
kisi ka raha nahi abhiman
asman par udne vali dharti ko pahchan
dharti ko pahchan
kisi ka raha nahi abhiman
kisi ka raha nahi abhiman
yaha lage sukh dukh ke mele yah lage sukh dukh ke mele
khushi ko le ya gam ko le le khushi ko le ya gam ko le le
gam ko le le gam ko le le apni karni ka tu malik
nafa ho ya nuksan apni karni ka tu malik
nafa ho ya nuksan kisi ka raha nahi abhiman
kisi ka raha nahi abhiman
aankh badal kar kyu chalta hai insan se hai insan
insan se hai insan kisi ka raha nahi abhiman
kisi ka raha nahi abhiman
kisi ka raha nahi abhiman
subah ko suraj chdhate dekha subah ko suraj chdhate dekha
sham ko usko dhalte dekha sham ko usko dhalte dekha
dhalte dekha dhalte dekha
dhul me milte hamne dekhi bade bado ki shan