Lyrics of Anganaa Men Suraj Muskaayaa - अँगना में सूरज मुस्काया
angnaa me suraj muskaayaa
godi me sawrg utar aayaa
sab kuchh kho ke tujhe paya
tu hi hai mera saharaa
angnaa me suraj muskaayaa
godi me sawrg utar aayaa
sab kuchh kho ke tujhe paya
tu hi hai mera saharaa
meri andhiyaari raato me
tu chamkaa banke deeya re
meri andhiyaari raato me
tu chamkaa banke deeya re
saare sahaare chhut gaye tab tune janam liyaa re
tune janam liyaa re, jhume maan kaa jiyaa re
ab dukhado kaa ant aayaa
patjhad me bhi basant aayaa
sab kuchh khoke tujhe paayaa
tu hi hai mera saharaa
angnaa me suraj muskaayaa
godi me sawrg utar aayaa
sab kuchh kho ke tujhe paya
tu hi hai mera saharaa
laal mere, pratipaal mere
ab teri aas lagaaun
laal mere, pratipaal mere
ab teri aas lagaaun
nanhi, nanhi haatho me tere
apne haath thamaaun, man ko dhir bandhaun
jivan saagar lahraayaa
banke kinaaraa tu aayaa
sab kuchh khoke tujhe paayaa
tu hi hai mera saharaa
angnaa me suraj muskaayaa
godi me sawrg utar aayaa
sab kuchh kho ke tujhe paya
tu hi hai mera saharaa