Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Andaz Hasino Ke Dunia Se Nirale Hai
|
Mohammed Rafi, Kamal Barot | Chitragupt | ||||
Saat Samunder Paar (1965) | Farooq Qaiser | ||||||
andaz hasino ke duniya se nirale hai
andaz hasino ke duniya se nirale hai
upar se bade gore andar se ye kale hai
andaz ye mardo ke duniya se nirale hai
andaz ye mardo ke duniya se nirale hai
ye pyar ke dhokhe me dil lutnne wale hai
andaz ye mardo ke duniya se nirale hai
milte hi nazar pahle madhosh banate hai
phir chand se chehare ko aanchal me chhupate hai
milte hi nazar pahle madhosh banate hai
phir chand se chehare ko aanchal me chhupate hai
do rangi ada inki ab tak koi na samjha
kuch phul bhi rakhte hai kuch khar bhi kaale hai
kuch phul bhi rakhte hai kuch khar bhi kaale hai
ye pyar ke dhokhe me dil lutnne wale hai
andaz ye mardo ke duniya se nirale hai
aaj hamse kiye wade kal unse mohabbat ki
khate hai kasam jhuti din raat sharafat ki
aaj hamse kiye wade kal unse mohabbat ki
khate hai kasam jhuti din raat sharafat ki
dildar na puchho tumko duniya me aane diya kaise
allah ki kasam ye to dil todne wale hai
allah ki kasam ye to dil todne wale hai
upar se bade gore andar se ye kale hai
andaz hasino ke duniya se nirale hai
aawaz ye kahti hai dil tod diya tumne
aawaz ye kahti hai dil tod diya tumne
kya hamne bigada hai kyu chhod diya tumne
ab soch samjh ke tum najdik mere aana
talwar kamar me hai aur hath me bhale hai
talwar kamar me hai aur hath me bhale hai
talwar kamar me hai aur hath me bhale hai
talwar kamar me hai aur hath me bhale hai