Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Andaaz To Pyar Jatane Ka
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Kalyanji Anandji | ||||
Parivar (1968) | Gulshan Bawra | ||||||
oye aakhir tumko aa hi gaya
andaaz to pyar jatane ka
oye aakhir tumko aa hi gaya
andaaz to pyar jatane ka
ye kaam koi sikhe tumse
ye kaam koi sikhe tumse
baato mein baat banane ka
baato mein baat banane ka
oye aakhir tumko aa hi gaya
andaaz to pyar jatane ka
andaaz to pyar jatane ka
baate to khud ban jati hai
baate to khud ban jati hai
agar pyar ka ho armaan dil mein
agar pyar ka ho armaan dil mein
dil mein kaise ab raaz chhupe
jab tumsa ho mehmaan dil mein
jab tumsa ho mehmaan dil mein
o mehmaan tumhare mehmaan tumhare
dil se kabhi ab naam na lenge jane ka
ab naam na lenge jane ka
ye kaam koi sikhe tumse
ye kaam koi sikhe tumse
baato mein baat banane ka
baato mein baat banane ka
oye aakhir tumko aa hi gaya
andaaz to pyar jatane ka
andaaz to pyar jatane ka
tum kya jano humne tumse
tum kya jano humne tumse
bandhi hai kitni aashaye
bandhi hai kitni aashaye
tum bhi sun lo namumkin hai
hum aur kisi ke ho jaye
hum aur kisi ke ho jaye
ye vada tumko
ye vada tumko yaad rahe
jivanbhar sath nibhane ka
jivanbhar sath nibhane ka
oye aakhir tumko aa hi gaya
tumko aakhir aa hi gaya
andaaz to pyar jatane ka
andaaz to pyar jatane ka
ye kaam koi sikhe tumse
baato mein baat banane ka
baato mein baat banane ka
oye aakhir tumko aa hi gaya
andaaz to pyar jatane ka
andaaz to pyar jatane ka