The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Ambua Ka Pedh Hai, Aaja More Balma Aane Ki Der Hai
0
Anuradha Paudwal Anu Malik
Tejaa (1990) Sameer Romantic Songs
Lyrics of Ambua Ka Pedh Hai, Aaja More Balma Aane Ki Der Hai - अम्बुआ का पेड़ हैं, आजा मेरे बलमा आने की देर है

badal chhaye aaja, koyal kunke aaja
maine bulaya aaja, sabne bulaya aaja
goriya pahada wali, tujhko bulaye
aaja ki meri jan na jaye
o o o o aa aa aa aa
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
aaja more balma, aane ki der hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
aaja more balma, aane ki der hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain

ek to bojha kori jawani, duja bojha nath diwani
tiza bojha chudi nigodi, chautha bojha payal mori
tiza bojha chudi nigodi, chautha bojha payal mori
chotha bojha payal mori
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
aaja more balma, aane ki der hain
ambua ka ped hain wo hi munder hain

kuk karu main banke koyaliya
chham chham baze mori payaliya
gun gun gaau prem tarana
aaya nahi koi bhawara diwana
gun gun gaau prem tarana
aaya nahi koi bhawara diwana
aaya nahi koi bhawara diwana
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
aaja more balma, aane ki der hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain