Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aman Kaa Farishtaa Kahaan Jaa Rahaa Hai
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Chetan Anand, Rajendra Kumar, Balraj Sahni, Saira Banu | |||
Aman (1967) | Hasrat Jaipuri | Patriotic Songs | |||||
aman ka farishta kaha ja raha hai
chaman ro raha hai machi hai duhayi
chaman ro raha hai machi hai duhayi
aman ka farishta kaha ja raha hai
chaman ro raha hai machi hai duhayi
chaman ro raha hai machi hai duhayi
kiya kam aisa ki halchal macha di
ye duniya jahanum thi jannat bana di
ye duniya jahanum thi jannat bana di
khichi aa rahi hai sari khudai
chaman ro raha machi hai duhayi
chaman ro raha machi hai duhayi
na ujade gi dunia kisi bhi dulhan ki
na roye gi rakhi kisi bhi behan ki
na roye gi rakhi kisi bhi behan ki
bahut der jaga tha soya hua hai
aman ke khyalo me khoya hua hai
ye kaisi mohabbat ye kaisi judai
chaman ro raha machi hai duhayi
chaman ro raha machi hai duhayi
ye jiwan ki manzil pe chuta hai hamse
koi to manao ye rutha hai hamse
koi to manao ye rutha hai hamse
nazar mere babu ko kisne lagai
chaman ro raha machi hai duhayi
chaman ro raha machi hai duhayi
aman ka farishta kaha ja raha hai
chaman ro raha hai machi hai duhayi
chaman ro raha hai machi hai duhayi