Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Allah Duhayi Hai Allah Ye Dunia Garibo
|
Zeenat Begum, Hamida Banu | Firoz Nizami | ||||
Nek Parvin (1946) | Waheed Qureshi | ||||||
allah duhai hai allah duhai hai
ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti
rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti
ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti
rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti
ye dunia garibo ko
hasna bhi gulam apna rona bhi gulam apna
hasna bhi gulam apna rona bhi gulam apna
kyu mit hi nahi jata is dunia se naam apna
kyu mit hi nahi jata is dunia se naam apna
allah ki dunia me
allah ki dunia me bando ki khudai hai
allah duhai hai
ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti
rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti
ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti
rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti
ye dunia garibo ko
kya hamne bigada hai kya hamne bigada hai
bedard amiro ka bedard amiro ka
kya hamne bigada hai bedard amiro ka
dil apna nishana hai in jurm ke teero ka
ghan ghor ghata gum ki takdir pe chhayi hai
allah duhai hai allah duhai hai
ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti
rote hue jakhmo ko kyu sine nahi deti
ye dunia garibo ko kyu jine nahi deti