Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Allaah O Akbar
|
Usha Mangeshkar, Anwar | Kamal Rajasthani | ||||
Idd Ka Salaam (1976) | Farooq Qaiser | ||||||
allah o akbar allah o akbar
tu hi sab se aala hai tu hi sab se badh kar
tu hi sab se aala hai tu hi sab se badh kar
ki bebas mujh par nigahe karm kar nigahe karm kar
tu hi sab se aala hai tu hi sab se badh kar
ke bebas mujh par nigahe karm kar nigahe karm kar
tu hi sab se aala hai tu hi sab se badh kar
irada hai jalim ka humko mita de
irada hai jalim ka humko mita de
tere bas me kya hai ye sab ko dikha de
samjhti hai duniya hume besahara
dua kar rahi hun hume aasra de hume aasra de
jiye tere hokar mare tere hokar
tu hi sab se aala hai tu hi sab se badh kar
ke bebas mujh par nigahe karm kar nigahe karm kar
tu hi sab se aala hai tu hi sab se badh kar
udhar aag hai aur idhar tan humara
udhar aag hai aur idhar tan humara
falak se jara de ishe ye najara
humari tabahi pe khush hai sikandar
kaha hai teri rahmato ka sahara rahmato ka sahara
hai fariyad meri tu ab der mat kar
tu hi sab se aala hai tu hi sab se badh kar
ke bebas mujh par nigahe karm kar nigahe karm kar
tu hi sab se aala hai tu hi sab se badh kar
kashti ye nuh ko tufan se bachane wale
kashti ye nuh ko tufan se bachane wale
aakar se kufar ko guldar banane wale
dur se lauta kabhi dawar dikhane wale
daman-e-raham me insan ko chhupane wale
tujhe wasta hai mere shere khuda
tujhe wasta hai mere shah kar bala
tujhe wasta hai mere mustafa ka
tujhe wasta hai mere mustafa ka
khudaya rahm kar khudaya karm kar
khudaya rahm kar
allah o akbar allah o akbar
allah o akbar allah o akbar