The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aklak Chaklak
0
Shravan, Jaan Sanu Sameer Phatarpekar
My Friend Ganesha 2 (2008) Sudhakar Sharma
Lyrics of Aklak Chaklak - अकलक चक्लक

aklak chaklak chakayi ke dum
kyo chand sitare hote gum
aklak chaklak chakayi ke dum
kyo chand sitare hote gum
jab suraj aata hain
jab suraj aata hain
aklak chaklak chakayi ke dum
kyo chand sitare hote gum
jab suraj aata hain
jab suraj aata hain
raat andheri hoti hain
to inhe dekh sakte hain ham
din me suraj nikalta hain
to inhe dekh nahi sakte hain ham
ding dong ding dong dong dong
ding dong ding dong dong dong
dong dong dong dong dong dong

mumbai chennai ye kolkatta
chaupati pe chaat ka patta
khate hain sare albatta
barf ka gola, kala khatta
three sixtyee five days bavan hafta
pls karo to saal hain bante
ashvasthama naam tha jinka
chetak naam tha kis ghode ka
ashvasthama ek hathi tha
rana ka ghoda chetak tha
chetak chetak, chetak chetak
ashvasthama ek hathi tha
rana ka ghoda chetak tha
haldi ghati me aisa lada tha
akbar ki hui chakayi ki dum
aklak chaklak chakayi ke dum
ding dong ding dong dong dong
ding dong ding dong dong dong
dong dong dong dong dong dong

dilli me kyu kutubminar
haidrabad me charminar
aakhiri me kyu tajmahal hain
jaipur me kyu hwamahal hain

bhulbhulaiya lakhnau me khy
krukshetr hariyane me kyu
kya gun tha chankya ke andar
kyu koras ne roka sikander
gonga pandit gol madaiya
history padhoge to janoge bhaiya
hoy hoy hoy hoy
gonga pandit gol madaiya
history padhoge to janoge bhaiya
india hain sone ki chidiya
sare jaha se acche ham
aklak chaklak chakayi ke dum
ding dong ding dong dong dong
ding dong ding dong dong dong
dong dong dong dong dong dong

aklak chaklak chakayi ke dum
kyo chand sitare hote gum
jab suraj aata hain
jab suraj aata hain
raat andheri hoti hain
to inhe dekh sakte hain ham
din me suraj nikalta hain
to inhe dekh nahi sakte hain ham
aklak chaklak chakayi ke dum