Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Akhbar Ka Daftar Hai
|
Suresh | Ramchandra Pal, Saraswati Devi | ||||
Naya Sansar (1941) | Kavi Pradeep | ||||||
akhbar ka daftar hai
ye akhbar ka daftar
badi iski bat nirali
akhbar ka daftar
ye sansar ka daftar
akhbar ko mat samjho tum
do paise ka pepar
akhbar se kanpa karti hai
sari duniya thar thar
ye sathi sachhe logo ka
jhutho ke liye jahar
dekho khiladi hai ye
bin takat ka jadugar
akhbar ka daftar
ye sansar ka daftar
chahe use parvat kar sakti hai
jiski ek najar
murdo me jiwan bhar sakti hai
jiski ek najar
chanda ka josh badha deti hai
jiski ek najar
indar ka hosh uda deti hai
jiski ek najar
akhbar ka daftar hai
ye akhbar ka daftar
badi iski bat nirali
akhbar ka daftar
ye sansar ka daftar
are ye to ek tamasha hai
akhbar ka daftar
iske gun mat gao
ye akhbar ka daftar
hui dilli jo mar jave
billi darwaje par
tutu ke sang chapti hai
uski bhi yaha khabar
kal kahi gatar ke pas
lad mare aapas me bandar
to akhbaro ne sath diya
bambai me hua gadar
akhbar ka daftar hai
ye akhbar ka daftar
badi iski bat nirali
akhbar ka daftar
ye sansar ka daftar
kuch ajab shakl ke log
yaha par aate hai akshar
dadiyal koi much munda koi
koi gunda ser babar
koi pandit ji koi maulana
koi shekh koi musal
sansar la daftar nahi
kisi ki nani ka ki chadar
kahi ha nani ki chadar
akhbar ka daftar hai
ye sansar ka daftar
akhbar ka daftar hai
ye akhbar ka daftar
badi iski bat nirali
akhbar ka daftar
ye sansar ka daftar