Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Akdo Na Humse Piya
|
Asha Bhosle | Anil Biswas | Ameeta, Shekhar | |||
Abhimaan (1957) | Indeevar | Masti Bhare Geet | |||||
aji akdo na ham se piya
ki hamne bhi b.a paas kiya
aji akdo na ham se piya
ke hamne bhi ba paas kiya
ki hamne bhi b.a paas kiya
dumping fancing singing dancing
acting painting ridding swim
har khel me naam pati rahi
college ki shohrat badhati rahi
har saal avval mai aati rahi
sabki najar tharthrati rahi
aji kitno ko hamne sabak de diya
ae akdo na hamse piya
ki hamne bhi b.a paas kiya
aji akdo na ham se piya
ki hamne bhi b.a paas kiya
ki hamne bhi b.a paas kiya
jalne ki ab bate basi kaha
aurat ab mardo ki dasi kaha
badla jamana hai badla jahan
kam to nahi ham bhi tumse yaha
aji palke jhuki, sar na jhukne diya
na jhukne diya
ae akdo na hamse piya
ki hamne bhi b.a paas kiya
aji akdo na ham se piya
ki hamne bhi b.a paas kiya
ki hamne bhi b.a paas kiya
khud apni kismat bana sakti hu
har kaam karke dikha sakti hu
chahu to khud bhi kama sakti hu
ghar baithe tumko khila sakti hu
aji bolo ji tumne kya samjh liya
ae akdo na hamse piya
ki hamne bhi b.a paas kiya
akdo na ham se piya
ki hamne bhi b.a paas kiya
ki hamne bhi b.a paas kiya