Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ajnabi Ankhe
|
Udit Narayan, Shreya Ghoshal | Shujaat Husain Khan | ||||
Mr. Singh Mrs. Mehta (2010) | Amitabh Verma | ||||||
inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad me kai raat mai na soya tha
inhi ki har khushi har gam me saath roya tha
inhi ki har khushi har gam me saath roya tha
inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad me kai raat mai na soya tha
tab aise ajnabi lagti nahi thi ye aakhe
tab aise ajnabi lagti nahi thi ye aakhe
tab aise ajnabi lagti nahi thi ye aakhe
inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad me kai raat mai na soya tha
mere liye chhipe inme kai ishare the
inhi ki palko ki chhav me shab gujare the
mere andhere jaha ke yahi ujale the
mere andhere jaha ke yahi ujale the
inhi me dub ke ek roj khud ko khoya tha
inhi ki yaad me kai raat mai na soya tha
hai aaj bhi yaad mujhko wo dilnashi manjar
wo din wo waqt wo lamha wo ghadi wo pahar
teri najar se mili thi jo pahli baar najar