Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aji Dil Ho Kaabu Me
|
Mohammed Rafi, G. M. Durrani | Shyam Sundar | ||||
Village Girl (1945) | Wali Sahab | Qawwalis | |||||
aji dil ho kabu me
are dil ho kabu me to dildar ki aisi taisi
tauba husn ke sarkar ki sarkar ki aisi taisi
ha dil ho kabu me
maar ke aankh
maar ke aankh jo aashik ko nikamma kar de
abe aise mashuk abe aise mashuk
chidimaar ki aisi taisi
chidimaar ki aisi taisi
chidimaar ki aisi taisi bewafa hoor ki
chidimaar ki aisi taisi bewafa hoor ki
tujhse to arke banab shahi bahut sasta hai
abe ja tere sharbate didar ki didar ki aisi taisi
ja tere sharbate didar ki
ja tere sharbate didar ki ja ja ja
ja tere sharbate didar ki aji hai didar ki
are ha re ha dildar ki aisi taisi
jab talak mera batera
jab talak mera batera hai salamat tab tak
abe taup ki teer ki
taup ki teer ki talwar ki talwar ki aisi taisi
taup ki teer ki talwar ki aisi taisi bewafa hoor ki
pichle itvaar ko aana tha na ab tak aayi
aise mashuk se haye haye
aise mashuk ke itvaar ki itvaar ki aisi taisi
aise mashuk ke itvaar ki aisi taisi
shaniwar ki itvaar ki aisi taisi bewafa hoor ki