Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ajeeb Zindagi Hai Ye Kabhi Khushi Kabhi Hai Gam
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Sanjeev Kumar | |||
Door Nahin Manzil (1973) | Anjaan | Sad Songs | |||||
azib zindagi hai ye kabhi khushi kabhi hai gum
wo manjile badal gayi kaha the hum kaha hai hum

azib zindagi hai ye
abhi ye kal ki bat hai hasin khwab tha jaha
wo khwab sare jal gaye ye sath rah gaya dhua

labo se chin ke hasi hame ye ashk kyu diye
gunah hamne kya kiya saja mili ye kisliye

bade hai khushnasib ham hame bada garur tha
wo nashe ka daur tha wo jhutha ek sarur tha