Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ajab Khel Kismat Ka Dekho, Kaanto Bhare Jahan Me
|
Mohammed Rafi | Kalyanji Anandji | Dharmendra, Meena Kumari | |||
Purnima (1965) | Bharat Vyas | Sad Songs | |||||
bacho par balidan hai karti maa apni jindgani
aaj ye bache maa ki khatir dene chale kurbani
ajab khel kismat ka dekho ajab khel kismat ka dekho
kato bhare jahan me bichad ke dal ise do kaliya
udti hai tufan me udti hai tufan me
ajab khel kismat ka dekho
ye masum ye nanhe munne inki kaun khata hai
ghar se nikal ke kaha rukenge
inko nahi pata hai inko nahi pata hai
mamta ruthi mamta ruthi chubh gaye kate
phulo ki muskan me bichad ke dal ise do kaliya
udti hai tufan me udti hai tufan me
ajab khel kismat ka dekho
mai hu apna ye hai paraya nahi samjh ye paye
inka nirmal pyar hai jisko dekh bade sarmaye
dekh bade sarmaye jaise bahta jaise bahta ek khun ho
in dono ki jan me bichad ke dal ise do kaliya
udti hai tufan me udti hai tufan me
ajab khel kismat ka dekho ajab khel kismat ka dekho
kato bhare jahan me bichad ke dal ise do kaliya
udti hai tufan me udti hai tufan me
ajab khel kismat ka dekho