Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aisi Lagi Jaise Koi Mithi Agan
|
Mahendra Kapoor | Shankar Jaikishan | Sanjeev Kumar | |||
Door Nahin Manzil (1973) | Anjaan | Romantic Songs | |||||
tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan

bhigti rat me jal utha jal utha tanbadan he he

sahmi si hai ye roshni jhilmil sa hai gora ye tan

tan pe tere sambhle nahi dhalka hua ye pahran
tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan
bhigti rat me jal utha jal utha
tanbadan hoye hoye tum mujhe
aankho me range haya hotho pe hansti kiran

galo pe hai bahki hui pyase mere gul ki dafan
tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan
bhigti rat me jal utha jal utha tanbadan he he tum mujhe
sharma ke tu aise na ja takrake tu aise na ja

jaise ude barse bina udi koi kali ghata