Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aisi Chali Taqdeer Ki Aandhi
|
Mohammed Rafi | Ravi | ||||
Badi Didi (1969) | Rajinder Krishan | ||||||
aisi chali taqdeer ki aandhi
bikhar gaye sab tinke
kismat ne is ghar se liye
haay badle ye kis din ke
kya kya rang dikhaye zindagi
kya kya rang dikhaye
kya kya rang dikhaye zindagi
kya kya rang dikhaye
kathputli ki tarah
aadmi ko bhi naach nachaye
kya kya rang dikhaye zindagi
kya kya rang dikhaye
sukh ke din jab beet jaye
to dukh ke bhi kat jayenge
haar na himmat gam ke parwat
raaho se hat jayenge
kahte hain insaan use
jo har thokar sah jaye
kya kya rang dikhaye zindagi
kya kya rang dikhaye