Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aise Mauke Bhi Kahi Roz Mila Karte Hai
|
Dilshad Begum, Imdad Hussain | Shyam Sundar | ||||
Ek Roz (1947) | Sarshar Sailani | ||||||
aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai

muskurati hui kaliyo ki ada kahti hai
muskurati hui kaliyo ki ada kahti hai
mauj me jhoom ke ha mauj hewa karti hai
mauj me jhoom ke mauj me jhoom ke
mauj hewa karti hai
mast isaaro se ye mast isaaro se
ghanghor ghata kahti hai
aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai
aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai
faag me dhoom machi hai fer bahar aayi hai

mast phulo pe masti ki ghataa chaayi hai
mast phulo pe
mast phulo pe masti ki ghataa chaayi hai
jiski ab bhi na ho soda to wo sodayi hai
aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai
mast najaro se mast najaro se
mast najaro se chaman walo ke man ko har le

jholiya apni bhaar aayi hai hum bhi bhar le

do ghadi baith ke do pyar ki baate kar le