Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aise Koyee Jata Hai Kisee Ko Chhod Ke
|
K. K. | Bhupen Hazarika | ||||
Kyon (2003) | Prasoon Joshi | ||||||
aise koi jata hai kisi ko chhod ke
jaise tum gaye ho raaho ko mod ke
aise koi jata hai kisi ko chhod ke
jaise tum gaye ho raaho ko mod ke
khamoshiya puchhti hai tanhaiya chhedati hai
kyo gumsum hai akele ham jina chhod ke
aise koi jata hai kisi ko chhod ke
jaise tum gaye ho raho ko mod ke
dil ko yakin yeh aata nahi hai
laut ke tum nahi aaoge
yu hi satane ko tum chup gaye ho
lagta hai pal bhar me aa jaoge
tum hi kahon kaise bhulayenge
aankhe ye dab dabaye
kho gaye kaha tum har bandhan tod ke
aise koi jata hai kisi ko chhod ke
jaise tum gaye ho raho ko mod ke
chehra chehra lehrane lage aankho me
kabhi dur se jo rato me
bulaye hame aawaje teri
tum hi najar aaye jidhar gaye
tere bina bikhar gaye
tute hai bana do tum hamko jod ke
aise koi jata hai kisi ko chhod ke
jaise tum gaye ho raho ko mod ke
aise koi jata hai kisi ko chhod ke
jaise tum gaye ho raho ko mod ke
khamoshiya puchhti hai tanhaiya chhedati hai
kyo gumsum hai akele ham jina chhod ke