Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aise Humein Dekho Nahi (Duet)
|
Mukul Agrawal, Asha Bhosle | R D Burman | ||||
Drohi (1992) | Javed Akhtar | ||||||
aa aise hame dekho nahi tik tiki lagaaye
dekho tumhe hamse kahin pyar na ho jaaye
aise hame dekho nahi tik tiki lagaaye

bade budho se suna hain pyar ka rog bura hain

he he he he he

tumne hamse pyaar kiya to kho jaayega chaina
tadapoge fariyaad karoge sari sari raina
aa aa o o aa aa
tumne hamse pyaar kiya to kho jaayega chaina
tadapoge fariyaad karoge sari sari raina
fir na kahana ye kya huaa
are chaho agar
chaho agar apna bhala dil ko lo samjhaaye
dekho tumhe hamse kahi pyar na ho jaaye
aise hame dekho nahi tik tiki lagaaye
dekho tumhe hamse kahin pyar na ho jaaye
bade budho se suna hain pyar ka rog bura hain
bade budho se suna hain pyar ka rog bura hain
he he he he he
ho ham tumko hi dekh rahe the ye to hamne maana
lekin ye tum bhi to bataao tumne kaise jana
aa re o re aa re
ho ham tumko hi dekh rahe the ye to hamne maana
lekin ye tum bhi to bataao tumne kaise jana
tumne bhi to hamko dekha
pakdi gayi
pakdi gayi chori to ab lagte ho sharmaye