Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aisaa Nahi Ke Isko Nahi Jante Ho Tum
|
Shabana Azmi | Khayyam | ||||
Anjuman (1986) | Shahryar | Ghazals | |||||
aisa nahi aisa nahi ke isko nahi jante ho tum
aisa nahi ke isko nahi jante ho tum
ankho me meri khwab ki ankho me meri khwab ki
surat base ho tum aisa nahi ke isko nahi jante ho tum
duri ki koi had koi manjil nahi hai kya
duri ki koi had koi manjil nahi hai kya
kaise kahu ke yad bahut aa rahe ho tum
ankho me meri khwab ki surat base ho tum
aisa nahi ke isko nahi jante ho tum
rahta hai kis khyal se rahta hai kis khyal se
sarsar dil mera rahta hai kis khyal se
sarsar dil mera mai hu tumhare waste
mere liye ho tum ankho me meri khwab ki
surat base ho tum aisa nahi ke isko nahi jante ho tum
lambi si aah raat gujarti hai is tarah
lambi si aah raat gujarti hai is tarah
mai jagti yaha hu vaha jagte ho tum
aankho me mere khwab ki surat base ho tum
aisa nahi ke isko nahi jante ho tum
dunia ko jindagi ko dunia ko jindagi ko
naye rang de sake dunia ko jindagi ko
naye rang de sake
do mera sath mujhko agar chahte ho tum
do mera sath mujhko agar chahte ho tum
aisa nahi ke isko nahi jante ho tum
do mera sath mujhko agar chahte ho tum