Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aisa Waisa Koi Mujhe Jachta, Nahi
|
Asha Bhosle | Kalyanji Anandji | Mithun Chakraborty, Zeenat Aman | |||
Taqdeer (1983) | Indeevar | Masti Bhare Geet | |||||
aapki mahfil me ek dil leke aayi hu dil ko pyar ki jarurat
hai dildar ki jarurat hai kon hai wo hum hai jane man hum
hai nahi nahi is dil ki bhi ek pasand hai
aisa waisa aisa waisa koi mujhe janchta
nahi jach jaye to fir bachta nahi
aisa waisa koi mujhe jachta nahi jach jaye to fir bachta nahi
ye rang hai mere pyar ka ye rup hai mere pyar ka
ye rang hai mere pyar ka ye rup hai mere pyar ka
aisa waisa koi mujhe jachta nahi jach jaye to fir bachta nahi
kiske liye uske liye are uske liye hotho ki agan
jiske liye hotho ki agan uske liye makhmali badan
wahi jachega pahli najar jite jo mera man
aisa waisa aisa waisa koi mujhe jachta nahi
jach jaye to fir bachta nahi ye rang hai mere pyar ka
ye rup hai mere pyar ka aisa waisa koi mujhe jachta nahi
jach jaye to fir bachta nahi
aisa hai mera badan hai chu jaye to tan se tan
chu jaye to tan se tan badh jaye dilo ki dhadkan
do hi pal me dur karu barso ka akela pan
aisa waisa koi mujhe jachta nahi
jach jaye to fir bachta nahi ye rang hai mere pyar ka
ye rup hai mere pyar ka
aisa waisa koi mujhe jachta nahi jach jaye to fir bachta nahi
aisa waisa jachta nahi jachta nahi jachta nahi