Lyrics of Aisa Vardaan De Do Hame Maa - ऐसा बरदान दे दो हमें माँ
aisa vardaan de do hame maa
sukh mein uchhle, na hum dukh mein dole
apne andar hi khud jhankakar hum
galatiyaan apni khud hi tatole
aisa vardaan de do hame maa
sukh mein uchhle, na hum dukh mein dole
ho sake toh karein hum bhalayi
har burayi se bach ke rahein hum
ho sake toh karein hum bhalayi
har burayi se bach ke rahein hum
nake rahon mein aaye jo musibat
haste haste hi usko sahein hum
haste haste hi usko sahein hum
har begane ko karlein jo apna
madhur vaani hamesha hi bolein
apani andar hi khud jhankakar hum
galatiyan apani khud hi tatole
aisa vardan de do hame maa
sukh mein uchhle, na hum dukh mein dole
teri ichha bina kuch na hota
tere hathon mein shrishti ki dori
teri ichha bina kuch na hota
tere hathon mein shrishti ki dori
tujhse kya maiya rakein chupake
tujhse se kis baat ki phir hain chori
tujhse se kis baat ki phir hain chori
kis potari mein kya hain tu jane
usko khole maiya hum na kholein
apni andar hi khud jhankakar hum
galatiyan apani khud hi tatole
aisa vardan de do hame maa
sukh mein uchhle, na hum dukh mein dole
apni andar hi khud jhankakar hum
galatiyan apni khud hi tatole
aisa vardaan de do hame maa
aisa vardaan de do hame maa
aisa vardaan de do hame maa
aisa vardaan de do hame maa