The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar
0
Lata Mangeshkar Hemant Kumar
Sannata (1966) Gulzar
Lyrics of Aisa Hota To Nahi Aisa Ho Jaye Agar - ऐसा होता तो नहीं ऐसा हो जाये अगर

aisa hota to nahi aisa ho jaye agar
tumhi mil jao
aisa hota to nahi aisa ho jaye agar
tumhi mil jao

vada nahi koi koi kasam nahi
magar intejar hai hame intejar
vada nahi koi koi kasam nahi
magar intejar hai hame intejar
aawaj dete hai anjaan aankho par
hame aitbar hai hame aitbar
aisa hota to nahi aisa ho jaye agar
tumhi mil jao
aisa hota to nahi aisa ho jaye agar
tumhi mil jao

bechain ho kar jab koi akela tha
chirago ki mehfil jalaye bujhaaye
bechain ho kar jab koi akela tha
chirago ki mehfil jalaye bujhaaye
khamosh vado ki aawaj me koi
bhulaye tumhi ko, tumhi ko bhulaye
aisa hota to nahi aisa ho jaye agar
tumhi mil jao
aisa hota to nahi aisa ho jaye agar
tumhi mil jao
aisa hota to nahi aisa ho jaye agar
tumhi mil jao