Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Agar Ye Husn Mera Pyar Ke Sholo Me Dhal Jaye
|
Lata Mangeshkar | Naushad | Vyjayantimala | |||
Sunghursh (1968) | Shakeel Badayuni | Mujra Songs | |||||
ager ye husn mera pyar ke sholo me dhal jaye
ager ye husn mera pyar ke sholo me dhal jaye
to fir insaan hai kya chiz pathr bhi pighal jaye
to fir insaan hai kya chiz pathr bhi pighal jaye
pathr bhi pighal jaye bhari mehfil me har koi
mujhe apna samjhta hai meri mehfil ka na puchho aalam
koi shola hai to koi sabnam hai shok didar yaha hai sab ko
dil ka agar yaha hai sab ko sab mere pyar ke mastane hai
sab mere husn ke diwane hai tegaja husn ka ye hai sabhi ko
ek nazar dekhu yaha dekhu vaha dekhu
idher dekhu udher dekhu kyoki bhari mehfil me har koi
mujhe apna samjhta hai ager mai ek taraf dekhu to
diwano me chal jaye ager ye husn mera pyar ke
sholo me dhal jaye to fir insaan hai
kya chiz pathr bhi pighal jaye to fir insaan hai
pathr bhi pighal jaye achanak apne chehre se udha du
mai ager parda surkhiya hai mere upkaro par
jaise kuch phul ho angaro par ek mom hai jawani meri
sari duniya hai jawani meri log aate hai tamanna leke
kis ki himmat hai jo mujhko dekhe
nazar vale khfa hokar jo kahte hai
to kah mai du munasib hai
ki apne husn ko parde me rahne du
kyuki achanak apne chare se udha du
mai ager parda koi behosh ho jaye
kisi ka dam nikal jaye husn mera pyar ke
sholo me dhal jaye to fir insaan hai
kya chiz pathr bhi pighal jaye pathr bhi pighal jaye